Abhijeet

Ae nazneen suno na

Abhijeet
Humein Tumpe Haq To Do Na
Chahein To Jaan Lo Na

Ke Dekha Tumhein To Hosh Ud Gaye
Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye
Ye, Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye

Ae Naz-neen Suno Na
Ae Naz-neen Suno Na
Humein Tumpe Haq To Do Na
Chahein To Jaan Lo Na

Ke Dekha Tumhein To Hosh Ud Gaye
Hont Jaise, Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye
Ye, Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye...

Lagta Hai Ke Tumko
Rab Ne Banaya Jis Dam
Apni Kudraton Ko Usne
Tum Mein Kar Diya Tha Gum
Is Jahan Ko Husn Baatana
Bhi Kar Diya Tha Kam

Teekhe Teekhe Naye Naksh Tere
Kaliyon Se Komal Hont Tere
Phoolon Se Nazuk Paon Tere
Dono Jahan Qurbaan Tere

Tarasha Pyaar Se Jise, Rab Ne
Woh Murath Ho Tum
Santarashon Ki Jaise, Devi Tum

Tarasha Pyaar Se Jise, Rab Ne
Woh Murath Ho Tum
Santarashon Ki Jaise, Devi Tum

Tumsa Jahan Mein Koi Na

Ae Naz-neen Suno Na
Ae Naz-neen Suno Na
Humein Tumpe Haq To Do Na
Chahein To Jaan Lo Na

Ke Dekha Tumhein To Hosh Ud Gaye
Hont Jaise, Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye...

Parda Khayalon Ka Hai
Sachmuch
Zara Saamne Aa
Chand Ko Mein Takta Hoon
Par Teri Shaqal Aakhon Mein
Ji Jalayee Chandini Bhi
Thandi Thandi Raaton Mein

Naata Neendon Se Toot Gaya
Tere Liye Ae Mere Haseen
Dil Ko Yakeen Ye Bhi Hai Magar
Aayega Aisa Din Bhi Kabhi

Jab Mulaqatein Bhi Hongi
Meethi Si Baatein Bhi Hongi
Pyaar Bhari Raatein Bhi Hongi
Dekhnaaa

Jab Mulaqatein Bhi Hongi
Meethi Si Baatein Bhi Hongi
Pyaar Bhari Raatein Bhi Hongi
Dekhnaaa

Aa Ne Ki Khabar Do Na

Ae Naz-neen Suno Na
Ae Naz-neen Suno Na
Humein Tumpe Haq To Do Na
Chahein To Jaan Lo Na

Ke Dekha Tumhein To Hosh Ud Gaye
Hont Jaise, Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye
Ye Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye
Ye Hont Jaise Khud Hi Sil Gaye

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!