Abhijeet

Jab tak rahega seene mein dil

Abhijeet
sirf tumhe hi chahunga
jab tak rahegi meri aankhen
sirf tumhe hi dekhunga
yeh mere ishq ki imtehaan dekh lo
dekhu jahaan tum wahaan
jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhe hi chahungi
jab tak rahegi meri aankhen
sirf tumhe hi dekhungi
yeh mere ishq ki imtehaan dekh lo
dekhu jahaan tum wahaan
jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhe hi chahungi

bhul ke saari duniya ko maine tumko chaaha hai
laakh duwaayen maangi hai tab jaake tumko paaya hai
saaya banke saath chalungi har lamha tanhaai ki
dubi dubi jaaun tere pyar ki iss gehraai mein
paas aane lage mujhpe chhane lage
kuchh nahi darmiyaan
jab tak dhadkegi yeh dhadkan
ismein tumhen chhupaungi
jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhen hi chahungi

badhne lagi yeh betaabi ab toh hadh se bhi jyada
mujhe kasam do mere jaanam kabhi na tootega vaada
kabhi kisine kiya na ho main tumse itna pyar karu
tumhe lagake seene se jaane jaana ikraar karu
ishq ne keh diya ishq ne sun liya
kuchh na bole yeh zubaan
jab tak rahengi meri palken
tere khwaab sajaaunga
jab tak rahenga seene mein dil
sirf tumhen hi chahungi

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!