Kitabain bahut si padhi hongi
Abhijeet
tumne
magar koi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meri jaan nazar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
magar koi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meri jaan nazar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
umange likhi hain jawani likhi hain
tere dil ki saari kahani likhi hain )-2
kahin haale dil bhi batata hai chehra
na bolo to phir bhi batata hai chehra
ye chehra haqiqat mein ek aayina hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
agar hum kahen humko ulfat nahin hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai
bare aaye chehre pe ye marne waale
dikhawe ka aihde wafa karne waale
dikhawa nahi pyar ki imtahaan hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Abhijeet
ver todas as músicas- Tum Dil Ki Dhadkan Mein Rehte
- Hare Krishna Hare Rama
- Chim Chimni
- Main Hoon Na (sad)
- Ek Jahan One World
- Meri Mehbooba Hai Tu
- Tota Mere Tota
- Tu Hai Solaah
- Dil Le Le Dil De De
- Love Story
- Dilbara Eh Dilbara
- Main Toh Hu Paagal
- Mushkil Hain Badi Mushkil Hain
- Zinda Hain Hum To
- Baadshah O Baadshah
- Pehle Bhi Roz
- Chhoti Chhoti Khushiyan
- De Taali
- Tu Sapana Hain
- Ek Kunwaara