Tum to saagar jaisi
AbhijeetMere dil mein pyaas hai
Kya pyaas hai, ehsaas hai
Khulke yeh batlaaiye
Hum to bahut naadaan hai
Kuch aap samjhaaiye
Tum to saagar jaisi lag rahi ho
Mere dil mein pyaas hai
Kya pyaas hai, ehsaas hai
Khulke yeh batlaaiye
Hum to bahut naadaan hai
Kuch aap samjhaaiye
Saath apna hai ghadiyaan suhaani
Aao likh de nayi ek kahaani
Jo hai likhna tumhe in labon pe likho
Umr bhar jo rahegi nishaani
Saath apna hai ghadiyaan suhaani
Aao likh de nayi ek kahaani
Jo hai likhna tumhe in labon pe likho
Umr bhar jo rahegi nishaani
Achchha zara mere pehlu mein aao
Tum to saagar jaisi lag rahi ho
Mere dil mein pyaas hai
Dil se dil aaj aise mile hain
Pyaar ki had se aage chale hain
Main bhi ek aag hoon, tu bhi ek aag hai
Kitne shole badan mein jale hain
Dil se dil aaj aise mile hain
Pyaar ki had se aage chale hain
Main bhi ek aag hoon, tu bhi ek aag hai
Kitne shole badan mein jale hain
Jaao na ab door mujhse na jaao
Tum to saagar jaisi lag rahi ho
Mere dil mein pyaas hai
Kya pyaas hai, ehsaas hai
Khulke yeh batlaaiye
Hum to bahut naadaan hai
Kuch aap samjhaaiye
Mais ouvidas de Abhijeet
ver todas as músicas- Tum Dil Ki Dhadkan Mein Rehte
- Hare Krishna Hare Rama
- Chim Chimni
- Main Hoon Na (sad)
- Ek Jahan One World
- Meri Mehbooba Hai Tu
- Tota Mere Tota
- Tu Hai Solaah
- Dil Le Le Dil De De
- Love Story
- Dilbara Eh Dilbara
- Main Toh Hu Paagal
- Mushkil Hain Badi Mushkil Hain
- Zinda Hain Hum To
- Baadshah O Baadshah
- Pehle Bhi Roz
- Chhoti Chhoti Khushiyan
- De Taali
- Tu Sapana Hain
- Ek Kunwaara