Kahin na kahin
Alka yagnikhmm, Kahin Na Kahin Hai Voh Deewani
mujhse Abhi Hai Anjaani
kahin Na Kahin Hai Voh Deewani
mujhse Abhi Hai Anjaani
oh, Aayegi Kabhi To Saamne Voh
mera Khwaab Meri Zindagaani
kahin Na Kahin Hai Voh Deewana
mujhse Abhi Hai Anjaana
oh, Aayega Kabhi To Saamne Voh
khwaabon Mein Hai Jiska Aana Jaana
kahin Na Kahin Hai Voh Deewana
mujhse Abhi Hai Anjaana
uske Labon Pe Bikhri Hai Laali
khushboo Hai Uski Sandali
maheki Bahaarein, Baheke Nazaarein
voh Muskuraake Jab Chali
haan Aankhon Mein Kaajal, Zulfon Mein Baadal
sab Rang Us Mein Hai Chhupa
ho, Kahin Na Kahin Hai Voh Deewana
mujhse Abhi Hai Anjaana
oh, Aayega Kabhi To Saamne Voh
khwaabon Mein Hai Jiska Aana Jaana
kahin Na Kahin Hai Voh Deewana
mujhse Abhi Hai Anjaana
kya Chaahti Hoon, Kya Sochti Hoon
usko Nahin Hai Kuch Khabar
main Rok Loongi Raahon Mein Usko
bachke Voh Jaayega Kidhar
mm, Jaagi Na Soyi, Yaadon Mein Khoyi
yeh Kya Mujhe Ho Gaya
ho, Kahin Na Kahin Hai Voh Deewani
mujhse Abhi Hai Anjaani
oh Oh, Kahin Na Kahin Hai Voh Deewana
mujhse Abhi Hai Anjaana
oh, Aayegi Kabhi To Saamne Voh
mera Khwaab Meri Zindagaani
Mais ouvidas de Alka yagnik
ver todas as músicas- Pehle Pehel
- Ae Mere Humsafar
- Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
- Kasam Se Teri Ankhen
- Barsaat Ke Din Aaye
- Dayya Dayya Dayya Re
- Ho Gayi Taiyar Hamari Army
- Meri Nas Nas Main Tum Ho
- Zindagi Ek Ajab Mod Pe
- Savarne Lage Ham Tere Pyar Me
- Aaja Aaja Piya Abb Toh Aaja
- Dil Ne Phir Yaad Kiya
- Chori Se Chhup Chhupa Ke Aya Tha
- Behka diya humein
- De Taali
- Kuchh Kasme Hai Jawan
- Idhar Chala Main Udhar Chala
- Mile Jo Tere Naina Hamare Naina Se
- Bahut Jataate Ho Chaah Humse
- Mohabbat Nam Hai Kiska, Shuru Kahan Se Hoti Hai