Mai kyun daman ko phailau
Alka yagnik
Mai kyun daman ko phailau, mai kyun koyi duwa mangu
tujhe jab pa liya maine, khuda se aur kya mangu
tujhe jab pa liya maine, khuda se aur kya mangu
bant raha tha jab khuda, sare jahan ki naimate
apne khuda se mang li maine teree wafa sanam
meree wafa ki sajh me, gunj rahi hai lay teree
mai bhi hu teree janeja, wafa bhi hai teree
tuhi jo mil gaya mujhe, chahiye aur kya sanam
bant raha tha jab khuda
kash mai apni jindagi pyar me yu gujar du
waqt padhe toh dil ke sath, jan bhi apni var du
shayad isi tarah se ho, pyar kaa hak ada sanam
bant raha tha jab khuda
log yahan tere mere, pyar ko aajhmayenge
tujhko alag satayenge, mujhko alag rulayenge
apna magar hai phaisla, honge naa ham juda sanam
bant raha tha jab khuda
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Alka yagnik
ver todas as músicas- Pehle Pehel
- Ae Mere Humsafar
- Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
- Kasam Se Teri Ankhen
- Barsaat Ke Din Aaye
- Dayya Dayya Dayya Re
- Ho Gayi Taiyar Hamari Army
- Meri Nas Nas Main Tum Ho
- Zindagi Ek Ajab Mod Pe
- Savarne Lage Ham Tere Pyar Me
- Aaja Aaja Piya Abb Toh Aaja
- Dil Ne Phir Yaad Kiya
- Chori Se Chhup Chhupa Ke Aya Tha
- Behka diya humein
- De Taali
- Kuchh Kasme Hai Jawan
- Idhar Chala Main Udhar Chala
- Mile Jo Tere Naina Hamare Naina Se
- Bahut Jataate Ho Chaah Humse
- Mohabbat Nam Hai Kiska, Shuru Kahan Se Hoti Hai