Alka yagnik

Najar aa raha hai saf yeh

Alka yagnik
hmm.... na na na na na.........

ho najar aa raha hai saf yeh
ham hee ham hai dil me aap ke
faisala ho hee jayega
yeh wafa sach hai sanam, yeh nahee mera bharam

najar aa raha hai saf yeh, ham hee ham hai dil me aap ke
faisala ho hee jayega
yeh wafa sach hai sanam, yeh nahee mera bharam
ho najar aa raha hai saf yeh

mujhe abhi dil aap kaa sirf mere liye hi dhadakta hai sanam
tanhayi me yeh rat din sirf mere liye hi tadapta hai sanam
yeh pata chal hee jayega
yeh wafa sach hai sanam, yeh nahee mera bharam
ho najar aa raha hai saf yeh
ham hee ham hai dil me aap ke

toohi too hai saya mera, chahke bhi tujhe na bhul paun sanam
teri wafa, teri kasam, tham lee jab main dagmagau sanam
yeh khabar, lag hee jayegee
yeh wafa sach hai sanam, yeh nahee tera bharam
najar aa raha hai saf yeh, ham hee ham hai dil me aap ke
faisala ho hee jayega
yeh wafa sach hai sanam, yeh nahee mera bharam

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!