Alka yagnik

Sajan sajan sajan sajan

Alka yagnik
Maine mana ke pyar kee had hotee hai
han maine mana ke intjar kee had hotee hai
maine mana ke dil dhadakta hai sirf tere liye
maine mana ke ikrar kee had hotee hai
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan
ishk me jab jee ghabraya duriya dil seh nahee paya
kitne divanee ho gayee mai kuchh samajh naa aaya
ishk me jab jee ghabraya duriya dil seh nahee paya
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan

sajan sajan sajan sajan, o more sajan sajan sajan sajan...
ishk me jina hai ishk me marna hai
ishk bina abb toh kuchh nahee karna hai
duniya walo se abb nahee darna hai
mere dil kee har dhadkan me ishk samaya
ishk me jab jee ghabraya duriya dil seh nahee paya
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan

ishk nahee aasan ishk bada mushkil
ishk ke rahee ko miltee nahee manjil
ishk me kuchh bhee toh hota nahee hasil
ishk hai kya iss ishk ko koyee samajh naa paya
ishk me jab jee ghabraya duriya dil seh nahee paya
kitne divanee ho gayee mai kuchh samajh naa aaya
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!