Alka yagnik

Tauba tumhare yeh ishare

Alka yagnik
Tauba tumhare yeh ishare, ham toh divane hai tumhare
raj yeh kaise khol rahee ho, tum aankho se bol rahee ho
jadu aate hai tumko sare
tauba tumhare yeh ishare, ham toh divane hai tumhare
chhu lete ho tar jo dil key, tum hee batao tum se milke
janu dil koyee kyon naa hare, tauba tumhare yeh ishare

jism damakta jadu jadu, julf ghaneri khushbu khushbu
sase hamaree mehkee mehkee, najre tumharee behkee behkee
tumhara badan hai jaise chaman, hosh uda dey yeh najare
tauba tumhare yeh ishare, ham toh divane hai tumhare
raj yeh kaise khol rahee ho, tum aankho se bol rahee ho
jadu aate hai tumko sare, tauba tumhare yeh ishare

koyee nasha hai chalka chalka, hosh bacha hai halka halka
ham hai jaise khoye khoye, jage lekin soye soye
machalti raho pigalti raho, baho key ghere me humare
tauba tumhare yeh ishare, ham toh divane hai tumhare
chhu lete ho tar jo dil key, tum hee batao tum se milke
janu dil koyee kyon naa hare, tauba tumhare yeh ishare
tauba tumhare yeh ishare, ham toh divane hai tumhare
raj yeh kaise khol rahee ho, tum aankho se bol rahee ho
jadu aate hai tumko sare, tauba tumhare yeh ishare

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!