Arijit singh

Mohenjo mohenjo

Arijit singh
Mohenjo, mohenjo, mohenjo, mohenjo daro
Mohenjo, mohenjo, mohenjo, mohenjo daro

Miljul aur phir mil
Haan miljul aur phir mil
Bun le taana baana
Tu jaana pehchaana

Miljul aur phir mil
Haan miljul aur phir mil

Chand aur sooraj dono ne dekha
Mohenjo-daro mein rangon ka mela
Mohenjo mohenjo mohenjo, mohenjo daro

Musha! Ye jo mela hai
Musha! Ye jo khela hai
Musha! Yehi mela yehi khela hai jeevan

Musha! Arre sun sun sun
Musha! Kahein kisko gun
Musha! Yahan par dhani hai woh
Jo mann ka paaye rang o

Sabke apne chehre apni boli oo
Par sab apne hain jaan le tu
Haan jaan le
Inko gyan de inse gyan le
Vyapari banja re
Pardesi anjaane sabhi ko hai pukaare
Mohenjo daro!

Mohenjo mohenjo mohenjo, mohenjo-daro

Chand aur sooraj dono ne dekha
Mohenjo-daro mein rangon ka mela

Jo bhi yahan par aata hai
Sunte hain woh kho jaata hai
Nagri jaadu ki hai ye mujhe hai pata

Jo rang hai, jo dhang hai
Behka bhi de, behla bhi de
Phir bhi mera mann kehta hai
Yeh jaadu toh hone ko hai
Apne ko tu khone ko hai

Musha! Ye jo mela hai
Musha! Ye jo khela hai
Musha! Yehi mela yehi khela hai jeevan

Musha

Yahan par dhani hai wo
Jo mann ka paaye rang o

Chand aur sooraj dono ne dekha
Mohenjo-daro mein rangon ka mela
Mohenjo mohenjo mohenjo, mohenjo-daro

Musha! Ye jo raat aayi
Musha! Wo ye rut layi
Musha! Yehi jo tere mann mein sapne bode

Musha! Mera kehna sun
Musha! Wohi rasta chun
Musha! Wo hi rasta jise paake
Tu har chinta kho de

Jag mein kuch tu chaahe
Kuch main chaahun
Sabke sapne hain jaan le tu
Ho jaan le

Sapne poore hon tu ye thaan le
Jitni hain aashayein
Wo puri ho jaayein
Tabhi toh sab aayein
Mohenjo-daro

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!