Ae sahelee re aana
Asha bhonslekal ka bharosa kya aao isee dum keh de
ha thodee hame mohlat do aaise kaise ham keh de
puree hee samajh lena chahe kuchh jara kam keh de
thodee hame mohlat do aaise kaise ham keh de
aankho ne chaha dil ne saraha, par mai juban se nahee keh payee
dil kee kahanee dil me rahee toh, mit na sakegee kabhee tanhayee
ho khwabo mein tumko har bat keh dee, aise batate huye sharmayee
dil me jo baate hain, aaj chalo ham keh de
kal ka bharosa kya, aao isee dum keh de
ha thodee hame mohlat do, aise kaise ham keh de
puree hee samajh lena chahe, kuchh jara kam keh de
ae sahelee re aana
jee na jalao najdik aao, ham chaahate hai tumhe apnana
badhane lagee hai sine kee dhadkan, aage na aana wahee ruk jana
na tum parayee na ham paraye, apano se kaisa bhala sharmana
milate hee mujhko apne hee lage tum, kab maine jana tumhe begana
dil me jo baate hain aaj chalo ham keh de
kal ka bharosa kya aao isee dum keh de
ha thodee hame mohlat do aaise kaise ham keh de
puree hee samajh lena chahe jara kam keh de
ae sahelee re aana
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage