Apna desh videsh ke aage hath naa phailaye
Asha bhonsle
Apna desh videsh ke aage hath naa phailaye
aaj jahan hai ret kal wahan khet muskaraye
aisa kee ganv ganv me ganga leharaye
apna desh videsh
aaj jahan hai ret kal wahan khet muskaraye
aisa kee ganv ganv me ganga leharaye
apna desh videsh
mehnat ka hi nam hai woh jisko kismat kehte hain
do hatho kaa khel hai woh jisko daulat kehte hain
ham jahan pasina bahayenge moti wahan ugayenge
nadiya bandh nahar nikale kushahali chhaye
apna desh videsh
desh ki har chiz hai apani kyo apne hatho se tode
isko bachhana farz hai apna kyo sarkar par chhode
apna bharat sara hame prant prant hai pyara
aapas ke hi in dango me desh naa jal jayey
apna desh videsh
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage