Chehra chhupa liya hai kisi ne
Asha bhonslechehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
haan?chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
arre Jee Chaahta Hai Aag Laga Dun Naqaab Mein
jee Chaahta Hai Aag Laga Dun Naqaab Mein
bijli Thi Ik Jo Hamne Chhupa Li Naqaab Mein
arre Lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
ham Husn Ke Parvaane Jalne Se Nahi Darte
ham Husn Ke Parvaane Jalne Se Nahi Darte
anjaam-e-mohabbat Ki Parvaah Nahi Karte
anjaam-e-mohabbat Ki Parvaah Nahi Karte
ik Baar Hi Dete Hain Dil Apna Haseeno Ko
ik Baar Hi Marte Hain Sau Baar Nahi Marte
ik Baar Hi Marte Hain Sau Baar Nahi Marte
parvaane Se Pehele Jali Aur Parvaane Ke Saath Jali
woh To Jala Bas Pal Do Pal Ko Shama Toh Saari Raat Jali
ek Parvaana Jala Kis Qadar Shor Macha
shama Chup-chaap Jali Lab Pe Shikwa Na Gila
kya Hai Jalne Ka Maza Husn Se Puchho Zara
kyun Ke...parvaane Ko Jal Jaana Ham Ne Hi Sikhaaya Hai
parvaane Ko Jal Jaana Ham Ne Hi Sikhaaya Hai
woh Tab Hi Jala Hamne Jab Khud Ko Jalaaya Hai
woh Tab Hi Jala Hamne Jab Khud Ko Jalaaya Hai
aashiq Ki Jaan Ishq Mein Jaane Se Pesh Kar
arre Khud Husn Dubta Hai Wafa Ke Chanaab Mein
khud Husn Dubta Hai Wafa Ke Chanaab Mein
chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
jee Chaahta Hai Aag Laga Dun Naqaab Mein
gar Husn Nahi Hota, Ye Ishq Kaha Hota
gar Husn Nahi Hota, Ye Ishq Kaha Hota
phir Kis-se Wafa Karte Phir Kis Ka Baiyaan Hota
phir Kis-se Wafa Karte Phir Kis Ka Baiyaan Hota
takraar Se Kya Haasil Kuchh Bhi Na Huwa Hota
takraar Se Kya Haasil Kuchh Bhi Na Huwa Hota
gar Tum Na Haseen Hote Gar Main Na Jawaan Hota
gar Tum Na Haseen Hote Gar Main Na Jawaan Hota
jis Roz Se Is Husn Ka Deedaar Kiya Hai
bas Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
ye Jhoothh Hai Ke Tum Ne Hamein Pyaar Kiya Hai
hamne Tumhein Zulfon Mein Giraftaar Kiya Hai
jis Roz Se Is Husn Ka Deedaar Kiya Hai
bas Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
ye Jhoothh Hai Ke Tum Ne Hamein Pyaar Kiya Hai
hamne Tumhein Zulfon Mein Giraftaar Kiya Hai
tum Husn Ho Ham Ishq Hain
gar Tum Tum Nahi To Ham Nahi
hai Baat Sachchi Bas Yahi Koyi Kisi Se Kam Nahi
hai Baat Sachchi Bas Yahi Koyi Kisi Se Kam Nahi
ek Naghma Hai Ek Raag Hai
dono Taraf Ek Aag Hai
tum Se Hamein Shikwa Bhi Hai, Phir Bhi Tumhi Se Pyaar Hai
tum Bin Hamein Kab Chain Hai, Ham Ko Bhi Ye Iqraar Hai
dekhein To Hosh Gum Ho Na Dekhein To Hosh Gum
arre Ye Phans Gayi Hai Jaan Meri Kis Azaab Mein
ye Phans Gayi Hai Jaan Meri Kis Azaab Mein
bijli Thi Ik Jo Hamne Chhupa Li Naqaab Mein
lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne Hijaab Mein
lag Jaati Varna Aag Tumhaare Shabaab Mein
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage