Jaane na najar pehachaane jigar
Asha bhonsle
Jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya
mera ang ang muskaaya
mera ang ang muskaaya
aawaaz yeh kiski aati hai, jo chhed ke dil ko jaati hai
main sun ke jise sharma jaau, hai kaun jo mujh mein samaaya
mera ang ang muskaya
jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya
mujhe roz roz tadapaaya
dhudenge usse hum taaro mein, saawan ki thandi bahaaro mein
par ham bhi kisi se kam toh nahi, kyon rup ko apne chhupaaya
mujhe roz roz tadapaaya
jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya
mera ang ang muskaaya
bin dekhe jisko pyaar karu, gar dekhu us ko jaan bhi doon
ek baar kaho o jaadugar, yeh kaun sa khel rachaaya
meraa ang ang muskaaya
jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya
mera ang ang muskaaya
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage