Kyo mujhe itni khushi
Asha bhonsle
Kyon Mujhe Itni Kushi De Dee, Ki Ghabaraata Hai Dil
kahi Machal Na Jaau, Kahi Phisal Na Jaau
machal Na Jaau, Phisal Na Jaau
kyon Mujhe Itni Kushi De Dee, Ki Ghabaraata Hai Dil
kahi Machal Na Jaau, Kahi Phisal Na Jaau
machal Na Jaau, Phisal Na Jaau
kyon Mujhe Itni Kushi De Dee, Ki Ghabaraata Hai Dil
ek Main Hoon Aur Bahaarein Beshumaar
ho Na Jaaye Aaj Aanchal Taar-taar
dhak Se Ho Jaata Hai Mera Ji Jo Itaraata Hai Dil
kyon Mujhe Itni Kushi De Dee, Ki Ghabaraata Hai Dil
khil Gayi Hu Apni Soorat Dekhkar
lag Na Jaaye Mujhko Meri Hi Nazar
ye Vo Rut Hai Jismein Apne Par Khud Aa Jaata Hai Dil
kyon Mujhe Itni Kushi De Dee, Ki Ghabaraata Hai Dil
zindagi Betaab Hai Mere Liye
pyaar Rangeen Khwaab Hai Mere Liye
sab Bahak Jaate Hain Jaane Kyo, Jo Bahakaata Hai Dil
kyon Mujhe Itni Khushi De Dee, Ki Ghabaraata Hai Dil
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage