Mere ruthe huye balama
Asha bhonsle
Mere ruthe huye balama, aji ruthe huye chanda
chalo abb man bhi jao, hamare pas toh aao
chalo abb man bhi jao, hamare pas toh aao
meree gustakh najare jhuk gayi, abb toh taras khao
chalo abb man bhi jao, hamare pas toh aao
jawani me jaaan najaro se najare lad hi jati hain
mai samajh lungi najaro ko tum apne dil ko samajhao
chalo abb man bhi jao, hamare pas toh aao
tumhare reshmi hontho se jo nikla hai woh sach hai
jo mai nichi najar se keh gayi woh bhi samajh jao
chalo abb man bhi jao, hamare pas toh aao
jo aise munh banao aur bhi lagte ho tum pyare
nayi dulhan saje ho tum toh lo ghunghat me sharmao
chalo abb man bhi jao, hamare pas toh aao
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage