Moti jaisa rang ang me
Asha bhonsle
Moti jaisa rang ang men ras ka sagar laharaye
Tere rup ki aanch lage to patthar dil bhi pighal jaye
Moti jaisa rang
Tere rup ki aanch lage to patthar dil bhi pighal jaye
Moti jaisa rang
Naino mein hai tere jaise kirano ka basera
Nikhara tera yauwan jaisa bikhara ho savera
Suraj tere darshan ko har din aaye jaye
Moti jaisa rang
Hoga woh bhi sundar jisape hogi teri chhaya
Hoga woh bhi mohit jisane tujhako hai banaya
Jeewan kar de roshan tu jo muskaraye
Moti jaisa rang
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage