Asha bhonsle

Mujhe pine kaa shauk nahee

Asha bhonsle
Mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko
teree yade mitane ko pita hu gam bhulane ko
mujhe pine kaa shauk nahee, pitee hu gam bhulane ko
teree yade mitane ko pitee hu gam bhulane ko
mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko

lakho me hajaro me ek too naa najar aayee
teraa koyee khat aaya naa koyee khabar aayee
kya tune bhula dala apne iss divane ko
mujhe pine kaa shauk nahee, pitee hu gam bhulane ko

khoyee woh kitabe dil jis dil kaa hai yeh kissa
ek hissa hai pas mere tere pas hai ek hissa
mai pura karu kaise iss dil key fasane ko
mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko

mil jate agar abb ham aag lag jatee panee me
bachpan kee wahee dostee ho jatee javanee me
chahat me badal dete ham iss dostone ko
mujhe pine kaa shauk nahee, pitee hu gam bhulane ko
mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!