Nanhe mune bache teri muti mein
Asha bhonsle
Nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai
muthi Mein Hai Taqdeer Humari
muthi Mein Hai Taqdeer Humari
humne Kismat Ko Bas Mein Kiya Hai
muthi Mein Hai Taqdeer Humari
muthi Mein Hai Taqdeer Humari
humne Kismat Ko Bas Mein Kiya Hai
bholi Bhaali Matwaali Aankho Mein Kya Hai
aankhon Mein Jhoome Umeedon Ki Diwali
aankhon Mein Jhoome Umeedon Ki Diwali
aane Wali Duniya Ka Sapna Saja Hai
nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai
bheek Mein Jo Moti Milega Loge Ya Na Loge
zindagi Ke Aansuyon Ka Bolo Kya Karoge
bheek Mein Jo Moti Mile To Bhi Hum Na Lenge
zindagi Ke Aansuyon Ki Mala Pehne Ge
mushkilon Se Ladhte Phirte Jeene Mein Maza Hai
nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai
humse Na Chhuhpaayo Baccho Humein To Bataayo
aane Wali Duniya Kaisi Hogi Samjhaayo
aane Wali Duniya Mein Sab Ke Sar Pe Taj Ho
na Bhookon Ki Bheedh Hogi
na Dukhon Ka Raj Ho
badle Ga Zamana Yeh Sitaaron Pe Likha Hai
nanhne Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage