O meri bahna pahanau tujhko gahna
Asha bhonsle
O meri bahna pahanau tujhko gahna
tujhe dulhaniya banau aisa dulha dhundh ke lau
ho sabhi tarah se sayana par ek aankh se kana
na na re bhaiya aisa byaah karu na bhaiya
o meri bahana
tujhe dulhaniya banau aisa dulha dhundh ke lau
ho sabhi tarah se sayana par ek aankh se kana
na na re bhaiya aisa byaah karu na bhaiya
o meri bahana
tu kajra dal aankho me tera dulha ek lakho me
har bat teri manega, tere dil ko pehachanega
waise toh mard hai asali, par dant hain usake nakli
na na re bhaiya aisa byaah karu na bhaiya
o meri bahana
jab ghar se tu jayegi, teri yad bahut aayegi
waha pyar milega itna, ham sabko bhul jayegi
lekin vishwas hai mujhko, mere janamdivas par bahana tu nishchay hi aayegi
o mere bhaiya
o meri bahana
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage