Pehle bhi jite the magar
Asha bhonsle
Pehle bhi jite the magar jabse mili hai zindagi
sidhi nahi hai dur tak ulajhi huyi hai zindagi
sidhi nahi hai dur tak ulajhi huyi hai zindagi
achchhi bhali thi dur se jab paas aai kho gayi
jismein na aaye kuch nazar wo roshani hai zindagi
har raasta anjaan sa, har phalsafa naadaan sa
sadiyon puraani hai magar har din nai hai zindagi
mitti hawa ban kar udi ghoomi phiri waapas mudi
kabaro pe qatabo ki tarah likkhi huyi hai zindagi
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Asha bhonsle
ver todas as músicas- Patla Patla Reshamee Kurta
- Teree Talash Mujhko Layee Kaha Kaha Se
- Sare Shaher Mein Aap Sa
- Yeh Ladka Hai Allah
- Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
- Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja
- Darling Hain Na Bolo
- Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
- Zara Sa Jhoom Loon Main
- More Kaanhaa Jo Aaye Palat Ke
- Jab Raat Ko Chamke Taare
- Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
- Justajoo Jis Ki Thi Usko To
- Tohfa Tohfa Laya Laya
- Aisi Aankhen Nahin Dekhi
- Le Jaayenge Le Jaayenge
- Woh Kaun Hai Jo Ruth Jati Hai
- Mai Pyar Ka Rahee Hu
- Maine Tuze Maangaa
- Chal Badalo Se Aage