Kaise koi jiye
Geeta dutt
kaise koi jiye -2
zahar hai zindagi
utha toofaan wo
utha toofaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise koi jiye
zahar hai zindagi
utha toofaan wo
utha toofaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise koi jiye
baadal hain ya dhuaan
aag lagi kahaan
jalata na ho kaheen
mera hi aashiyaan
angaare the aansu nahi wo
dil ne jo piye
kaise koi jiye
zahar hai zindagi
utha toofaan wo
utha toofaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise koi jiye
taare na jaanen
oonchaai gagan ki
aankhen na samajhen
gaharaai man ki -2
taare na jaanen
pyaase papeehe ne
aas thi baandhi
ud gaye baadal
a gai aandhi
gam ne jo chheda
dil ne hansi se
honth si liye
kaise koi jiye
zahar hai zindagi
utha toofaan wo
utha toofaan naach ke
sab bujh gaye diye
kaise koi jiye
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Geeta dutt
ver todas as músicas- Do Naina Tumhaare
- Ek Tum Duji Main
- Mere Hamanashin Mere Hamanawa Mere Paas Aa
- Aakhon Hi Aakhon main
- Kaali ghata chhaaye mora
- Aankhon Mein Tum
- Tadbeer se bigadi huwi
- Mera Naam Chin Chin Chu
- Chham Chham Chham Rahein Donon
- Ye Mast Nazar Shok Ada Kis Ke Liye Hai
- Meri Bahaki Bahaki Chaal
- Jaane Yeh Mausam
- Raat Abhi Baaki Hai
- Koi Chupke Se Aake
- Baabuji dhire chalna,
- Thandi Hawa Kali Ghata
- Aaj Kee Raat Piyaa
- Vatan Ki Maati Haath Mein Lekar Maathe Tilak Laga Lo
- Jaane Kaha Mera Jigar Gaya Ji
- Rhim jhim ke taraane