Do sadiyon ke sangam
Kavita krishnamurthyDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain - 2
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera
Samay na daale kahin bhi deraa
Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan - 2
Do sadiyon ke beech uthi - 2
Ehsaas ki ek deewar - 2
Is deewar ke peeche jaa ke - 2
Bhes badalta yeh samay - 2
Kya karta hai shringaar
Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain - 2
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera
Samay na daale kahin bhi deraa
Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan - 2
Neele rang ke is daavan mein kitne sukun bhare lamhe hain
Neele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain
Surkhi jaise garam lahoon hai, chhalak sharaab hai surkhi
Surkhi taaza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi
Haan, jism mein behti saari surkhi, rooh ke saare neele nagme
Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain - 2
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera
Samay na daale kahin bhi deraa
Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiya
Mais ouvidas de Kavita krishnamurthy
ver todas as músicas- Main Thi Main Hoon
- Dholi Taro Dhol Baje
- Koi Peetchle Janam
- Chaahaten Betaab Hain
- Yeh Pyar Kya Hain
- Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon O Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon Ek Tuk
- Shambho Shambho Bole Shambho
- Aashiqui Ban Ke
- Chhed Na Mujhko
- Main Vari Vari
- Sunta Hai Mera Khuda
- Kismat Se Tum Humko
- Kitne Door Kitne Paas
- Mujhe Tum Chupke Chupke
- Koi Ajnabee Mila
- Tu Achha Lagta Hai
- Saansein Saansein Hain
- Kya Jaanoon Sajan
- Jeena Sirf Merre Liye
- Saat Suron Ka (Female)