Lata mangeshkar

Dil mein tu mere dil mein tu

Lata mangeshkar
( dil mein tu mere dil mein tu
sapanon ki mahafil mein tu ) -2
naache jawaani dhun hai pyaar ki
aisi kushi mein maza le le le le
aisi kushi mein maza le le le

( dil mein tu mere dil mein tu
sapanon ki mahafil mein tu ) -2
naache jawaani dhun hai pyaar ki
aisi kushi mein maza le le le le
aisi kushi mein maza le le le

raat suhaani hai, kya nazaare hain -2
chaandani haseen wo hamaare hain
hamaare hain

( dil mein tu mere dil mein tu
sapanon ki mahafil mein tu ) -2
naache jawaani dhun hai pyaar ki
aisi kushi mein maza le le le le
aisi kushi mein maza le le le

baat ko samajh, dil ka raaz hai -2
saamane hai too, hamako naaz hai
ye naaz hai

( dil mein tu mere dil mein tu
sapanon ki mahafil mein tu ) -2
naache jawaani dhun hai pyaar ki
aisi kushi mein maza le le le le
aisi kushi mein maza le le le

husn pyaar kaa, kud nishaana hai -2
chha gaya hai nasha dil deewaana hai
deewaana hai

( dil mein tu mere dil mein tu
sapanon ki mahafil mein tu ) -2
naache jawaani dhun hai pyaar ki
aisi kushi mein maza le le le le
aisi kushi mein maza le le le

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!