Hans hans ke haseenon se nazar
Lata mangeshkar
hans hans ke haseenon se nazar chaar kiye ja
jo bhi kare pyaar use pyaar kiye ja -2
jo bhi kare pyaar use pyaar kiye ja -2
(ye zulf ye abaru ye lachakati hui baanhen
bijali si giraati hui khaamosh nigaahen) -2
hai taaqat-e-deedaar to deedaar kiye ja
hans hanns ke ...
(laazim hai muhabbat mein lagaavat bhi ada bhi
ulfat mein mile kuch to tadapane ka maza bhee) -2
iqaraar kiye ja kabhi inkaar kiye ja
hans hanns ke ...
har ek ada husn ki aankhon mein basa le
seene mein zara ishq ka toofaan jaga le
soyi hui taqadeer ko bedaar kiye ja
hans hanns ke ...
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Lata mangeshkar
ver todas as músicas- Meethe Bol Bole
- Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali
- Asaqon Mein Doob Doob Ke
- Dil Ko Laakh Sambhaala Ji Phir Bhi Dil
- Main Kaun Sa Geet Sunaaun
- Kaha The Aap
- Do Qadam Tum Bhi Chalo Do Qadam Ham Bhi Chalein
- Aag Paani Mein Lagi, Hoy Hoy Kaise
- Kyon Jhuki Jhuki Hain Palken
- Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
- Duniya Main Hum Aaye Hain
- A B C D Chhodo
- Hasrat O Aas Ko Lekar
- Matavala Jiya Dole Re
- Jaago Mohan Pyaare
- Ek Baar Rakh De Kadam
- Na Jaane Kya Hua
- Main Huun Ujada Aashiyaan
- Ham Toh Tere Aashiq Hain