Lata mangeshkar

Is jahaan ki nahi hain

Lata mangeshkar
is jahaan ki nahi hain tumhari aankhein
aasman se ye kisne utaari aankhein
aaye hain ham jahaan mein tumhaare liye
hain tumhaare liye he hamari aankhein
is jahaan ki nahi hain

do jahaan de ke le lu to sasti hain ye
aasmaan se ye kisne

rehte ho aankhon mein tum he ab din raat
ab to ghar hai hamara tumhari aankhein
duniyawaalon se rakhana bacha kar inhen
na churale koi ye tumhari aankhein
aaye hain ham jahaan mein

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!