Na phoolon ki duniya
Lata mangeshkarNa phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya
Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya
Yahaan mast nazarein behakne ko tarse
Umangon bhare dil dhadakne ko tarse
Ye hai pyaar ke besahaaron ki duniya
Yahaan gam hai laakhon, masarrat nahi hai
Tadapne ki lekin ijaazat nahi hai
Ye hai ishq ke beqaraaron ki duniya
Na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya
Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya
Aa aa aa
Paayaliya baawari baaje
Paayaliya mori jhanan jhanan
Jhan jhananan baaje aa aa
Paayaliya baawari baaje ...
Aa aa aa
Aaj sakhi more pee ghar aaye, aa aa aa
Aaj sakhi more pee ghar aaye
Dekh-dekh chhab jiyara jaaye
Baar baar mora mann lehraaye
Paayaliya baawari baaje ...
Saat suron ke deep jalaake, aa aa aa
Saat suron ke deep jalaake
Prem been ki dhun par gaake
Aaj naachun main piya ko paake
Paayaliya baawari baaje ...
Aa aa aa
Mais ouvidas de Lata mangeshkar
ver todas as músicas- Meethe Bol Bole
- Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali
- Asaqon Mein Doob Doob Ke
- Dil Ko Laakh Sambhaala Ji Phir Bhi Dil
- Main Kaun Sa Geet Sunaaun
- Kaha The Aap
- Do Qadam Tum Bhi Chalo Do Qadam Ham Bhi Chalein
- Aag Paani Mein Lagi, Hoy Hoy Kaise
- Kyon Jhuki Jhuki Hain Palken
- Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
- Duniya Main Hum Aaye Hain
- A B C D Chhodo
- Hasrat O Aas Ko Lekar
- Matavala Jiya Dole Re
- Jaago Mohan Pyaare
- Ek Baar Rakh De Kadam
- Na Jaane Kya Hua
- Main Huun Ujada Aashiyaan
- Ham Toh Tere Aashiq Hain