Nazaren mila ke kahe de
Lata mangeshkarBedardi, nazaren mila ke kahe de kyaa hai teri marzee-2
Pyaar ka saiyaan tere rang chadhaaya mein ne
Log kahe mein ne rog lagaaya, koi rog lagaaya
Mukhade pe aaee hansee
Nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
Bedardi,bedardi, kyaa hai teri marzee, kyaa hai teri marzee
Haan, nazaren mila ke kahe de
Haan, haan, haan
Nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
Khataa ki hai ghair ne, ham ko saza dene chale aaye
Kahan khoyaa hai dil, tum ne kaha tum dhoondh aaye
Ek nazar mein tu ne dil mera loota, tu ne dil mera loota
Sabr ka daaman, mere haathon se chhuta, mere haathon se chhuta
Haalat kaisi tu ne kar di
Nazaren mila ke kahe de
Nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
Bedardi, nazaren mila ke kahe de kyaa hai teri marzee
Ham to nibhayenge pyaar ka waadaa, tere pyaar ka waa' da
Kahe de sanam tera kyaa hai iraada, tera kyaa hai iraada
Ham ne to haami bhar di
Nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
Bedardi, bedardi, kyaa hai teri marzee
Haan, nazaren mila ke kahe de
Haan, haan, haan
Nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
Bedardi
Mais ouvidas de Lata mangeshkar
ver todas as músicas- Meethe Bol Bole
- Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re
- Main Chali Main Chali Dekho Pyar Ki Gali
- Asaqon Mein Doob Doob Ke
- Dil Ko Laakh Sambhaala Ji Phir Bhi Dil
- Main Kaun Sa Geet Sunaaun
- Kaha The Aap
- Do Qadam Tum Bhi Chalo Do Qadam Ham Bhi Chalein
- Aag Paani Mein Lagi, Hoy Hoy Kaise
- Kyon Jhuki Jhuki Hain Palken
- Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai
- Duniya Main Hum Aaye Hain
- A B C D Chhodo
- Hasrat O Aas Ko Lekar
- Matavala Jiya Dole Re
- Jaago Mohan Pyaare
- Ek Baar Rakh De Kadam
- Na Jaane Kya Hua
- Main Huun Ujada Aashiyaan
- Ham Toh Tere Aashiq Hain