O khuda
Amaal mallikDil dhadka na ho jeise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhayen kaise
Aa dilon ki rahon mein
Hum kuch aisa kar jayeen
Ek dooje se bichde toh
Saas liye bin mar jayeen
O khuda
Batade kya lakeeron mein likha
Humne toh
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda
Batade kya lakeeron mein likha
Humne toh
Humne toh bas ishq hai kiya
Pyaar ki in rahon mein
Milte hain kitne dariya
Laakh toofaano mein bhi dil ko
Mil jaata hai zariya
Iss dil ke irraadon mein
Hai itna asar
Lehron se kinaron pe
Karta hai safar
O khuda
Batade kya lakeeron mein likha
Humne toh
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda
Batade kya lakeeron mein likha
Humne toh
Humne toh bas ishq hai kiya
Aaj apne rangon se bichdi hain
Yeh tasverein
Haathon mein kahin toop rahin hai
Milkar do takhderien
Duniya yeh jeet gayi
Dil haar gaya
Nahin socha tha milkar
Kabhi honge juda
O khuda
Batade kya lakeeron mein likha
Humne toh
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda
Batade kya lakeeron mein likha
Humne toh
Humne toh bas ishq hai kiya