Mann saat samandar dol gaya
Jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gai yaar sajna we sajna
Ho sajna mere yaar, sajne we sajna
Jo saat samandar dol gaya
Tere pyar mei ye dil bol gaya
Le teri ho gai yaar sajna we sajna
O sajna mere yaar sajnaaa

Tujhe bhar lu apni aankhon mei
Inn aankhon ko me kholu na
Kholu apni baton mei
Phir iss dunya se bolu na

Me dekhu me baat karu
Tere saath jiyu tere saath maru
Le teri ho gai yaar sajna we sajna O sajna mere yaar sajnaaa

Tu aur kissi ka na hona
Me jeete jii mar jau gi
Teri khatir dunay se ab tanha hi lar jau gi

Me ne tujh ko kaha piya
Ye tann mann tere naam kiya
Le teri ho gai yaar sajnaa O sajna mere yaar sajna we sajnaa

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!