Ghulam ali

Aawaaragi ba-rang-e-tamaasha buri nahin

Ghulam ali
aawaaragi ba-rang-e-tamaasha buri nahin
zauq-e-nazar mile to ye duniya buri nahin

kahate hain teri zulf-e-parishaan ko zindagi
ai dost zindagi ki tamanna buri nahin

hai naakuda ka meri tabaahi se waasta
main jaanata huun niyat-e-dariya buri nahin

is rahazan-e-hayaat zamaane se duur chal
mar bhi gaye to chaadar-e-sahara buri na

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!