Chamakte chaand ko
Ghulam ali(chamakte chand ko
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala X2
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chamakte)-2
huuun huuuum aaaa aaa-2
bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain X2
yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain
mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala
chamakte chand...
main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun X2
na mujhse ban saka chhota saghar,din raat rota hun
khudaya tune kaise ye jahan sara bana dala
chamakte chand...
mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai X2
teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai
kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
chamakte chand...
yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha X2
mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala
chamakte chand...
Mais ouvidas de Ghulam ali
ver todas as músicas- Naina Tose Laage
- Ye Kya Ke Sabase Bayaan Dil Ki Haalatein Karani
- Puuchhata Ja Mere Marakaz Se Guzarane Waale
- Kisi Ki Shaam-E-Saadagi Sahar Ka Rang Pa Gayi
- Daulat Mili Jahaan Ki Naam-O-Nishaan Mile
- Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi 2
- Mujhase Qaafir Ko Tere Ishq Ne Yuun Sharamaaya
- Abra Barsa Na Hawa
- Kabhi To Maharabaan Ho Kar Bula Lein
- Bin Baarish Barasaat Na Hogi
- Abra Barsaa Na Hawa
- Woh Kabhi Mil Jaaye Toh
- Ek Hamein Awara Kahen
- Chamakte Chaand Ko
- Nazar Ke Saamane Ik Raasta Zaruuri Hai
- Jinake Honthon Pe Hansi Paanv Mein Chhaale Honge
- Ye Main Ye Kuu-E-Daar Ye Tanhaayi Dosto
- Ek Pagli Mera Naam
- Kuchh Yaadagaar-E-Shahar-E-Aitamagar Hi Le Chalein
- Phir Saawan Rut Ki Pawan Chali