Ghulam ali

Apni dhoon mein rehta hoon

Ghulam ali
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,

O pecchlee rut ke saathi -2
Abki Baras mei tanha hoon,
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,

tayree gali mei sara din -2
dukhe kay kankar chunta hoon
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,

mera diya jalaye kuan -2
mei tera khali kamra hoon,
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,

Apni leher hai apna rooga-2
dariya hoo aur payasaa hoon,
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,

Aati rut mujhe rooyegi -2
jaati rut ka jhooka hoon'
Apni dhoon mein rehta hoon -2
mein bhi tere jayeesa hoon,

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!