Apni aankhon ke samundar mein
Jagjit singh
Apni aankhon ke samundar mein utar jaane de
Tera mujrim hun mujhe doob ke mar jane de
Aye naye dost na samjhunga tujhe bhi apna
Pehle maazi ka koi zakhm to bhar jaane de
Aag duniya ki lagayee hui bujh jayegi
Koi aansoon mere daaman pe bikhar jaane de
Zakhm kitne teri chahat se mile hain mujhko
Sochta hun ke kahun tujh se magar jaane de.

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Jagjit singh
ver todas as músicas- Koi yeh kaise bataye ke
- Dekh lo aawaaj de kar
- Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein
- Abhi Woh Kamsin
- Koyi Fariyaad Tere Dil main
- Sach ye hai bekaar hamen
- Kahin Kahin Se Har Chehra
- Chithhi na koyi sandesh
- Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Choda Karte
- Apne Hathon Ki Lakeeron
- Mujhko yaqin hai sach kahti thi
- Patthar Hai Khudaa
- Garaj Baras
- Apni Marzi Se Kahan
- Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
- Honton Se Chhoo Lo Tum
- Hosh Walon Ko Khabar Kya
- Mere Jaise Ban Jaaoge
- Badi naazuk hai ye manzila
- Sunte hain ke mil jaati hai