Apni marzi se kahan
Jagjit singh
Apni marzi se, kaha apne safar ke hum hai
Rukh hawaonka jidhar ka hai, udhar ke hum hai
Rukh hawaonka jidhar ka hai, udhar ke hum hai
Pehele hur jeet bhi apni
Magar ab lagata hai
Apne hi ghar mein
Kisi dusre ghar ke hum hai
Rukh hawaonka jidhar ka hai, udhar ke hum hai
Apni marzi se, kaha apne safar ke hum hai
Waqt ke sath mitti ka safar sadiyonse
Waqt ke sath hai mitti ka safar sadiyonse
Kisko maalum, kahake hai, kidhar ke hum hai
Rukh hawaonka jidhar ka hai, udhar ke hum hai
Apni marzi se, kaha apne safar ke hum hai
Chalte rehate hai, ke chala hai musafir ka atit
Chalte rehate hai, ke chala hai musafir ka nasib
Sochate rehate hai kis rah guzar ke hum hai
Sochate rehate hai kis rah guzar ke hum hai
Rukh hawaonka jidhar ka hai, udhar ke hum hai
Apni marzi se, kaha apne safar ke hum hai
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Jagjit singh
ver todas as músicas- Koi yeh kaise bataye ke
- Dekh lo aawaaj de kar
- Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein
- Abhi Woh Kamsin
- Koyi Fariyaad Tere Dil main
- Sach ye hai bekaar hamen
- Kahin Kahin Se Har Chehra
- Chithhi na koyi sandesh
- Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Choda Karte
- Apne Hathon Ki Lakeeron
- Mujhko yaqin hai sach kahti thi
- Patthar Hai Khudaa
- Garaj Baras
- Apni Marzi Se Kahan
- Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
- Honton Se Chhoo Lo Tum
- Hosh Walon Ko Khabar Kya
- Mere Jaise Ban Jaaoge
- Badi naazuk hai ye manzila
- Sunte hain ke mil jaati hai