Jagjit singh

Aye khuda ret ke

Jagjit singh
Ae khuda ret ki sehra ko samandar kar de
Ya chalaak ti hui aankhon to bhi pathhar kar de
Tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine
Aa kisi din mere ehsaas ko paikar kar de
Ya chalaak ti hui aankhon to bhi pathhar kar de
Ae khuda ret ki sehra ko samandar kar de

Aur kuch bhi mujhe darkaar nahin hai lekin
Meri chadaar mere pairon ke baraabar kar de
Ya chalaak ti hui aankhon to bhi pathhar kar de
Ae khuda ret ki sehra ko samandar kar de

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!