Ghost story
Karsh kale
Ehsaan zindagi ne
Dikhaye na phir kabhi,
Ehsaan zindagi ne dikhaye na phir kabhi,
Woh laut kar, nigah mein
Aaye na phir kabhi,
Aik bar kya hansay the ke ji bhar ke ro liye,

Aankhon se hum ne ye ashq,
Bahaye na phir kabhi,
Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain ansun,

Mudatton baad bohot khil ke hansein hein ansu,

Teray anay ki khushi mein yeh charaghan kaisa,

Khushk palkon pe sare sham chalay hein ansu,

Dikhaye na phir kabhi...

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!