Kya mujhe pyar hai
Kay kaykyun aajkal neend kam khwaab jyada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kal tha fakir aaj dil shehzada hain
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kya mujhe pyar hain ayah
kaisa khumaar hain ayah
kya mujhe pyar hain ayah
kaisa khumaar hain ayah
o o o o o...
(meri duniya…)
pathhar ke inn raston pe
phoolon ki ek chadar hain
jabse milen ho hamko
badla har ek manzar hain
dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
rang naye naye hain jaise ghulte hue
soye se khwaab mere jaage tere waaste
tere khayaalon se hai bheege mere raaste
kya mujhe pyar hain ayah
kaisa khumaar hain ayah
kya mujhe pyar hain ayah
kaisa khumaar hain ayah
o o o o o...
(meri duniya…)
tum kyon chale aate ho
har roz in khwaabon mein
chupke se aa bhi jaaon
ek din meri baahon mein
tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain ayah
kaisa khumaar hain ayah
kya mujhe pyar hain ayah
kaisa khumaar hain ayah
o o o o o...