Aaj puraani raahon se
Mohammed rafi
Aaj puraani raahon se koi mujhe aawaaz na de
Dard mein dubey geet na de gham ka sisakta saz na de
Dard mein dubey geet na de gham ka sisakta saz na de
Beete dinon ki yaad thi jinmein maein woh tarane bhool chuka
Aaj nai manzil hai meri, kal ke thikaane bhool chuka
Na woh dil na sanam, na woh deen dharam
Ab door hoon sare gunahon se
Aaj puraani raahon se .........
Toot chuke sab pyar ke bandhan aaj koi zanjeer nahin,
Sheesha-e-dil mein armaanon ki, aaj koi tasveer nahin
Ab shaad hoon maein aazaad hoon maein,
Kuch kaam nahin hai aahon se,
Aaj puraani raahon se .........
Jeewan badalaa, duniyaan badalee, man ko anokhaa gyaan milaa
Aaj mujhe apane hee dil me, ek nayaa insaan milaa
Pahuchaa hoo wahaa, naheen door jahaa
Bhagawaan bhee meree nigaahon se
Aaj puraani raahon se ........
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Mohammed rafi
ver todas as músicas- Baar, Baar Dekho
- Apni Aankhon Mein Basaa Kar
- Baazi Kisi Ne Pyaar Ki
- Ai Phoolon Ki Rani
- Kisi Na Kisi Se
- Likhe Jo Khat Tujhe
- Aane Se Uske
- Kaise Haseen Aaz
- An Evening In Paris
- Khush Rahe Tu Sada
- Apna Hai Tu Begaana Nahin
- Koi Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon
- Maan Mera Ehsaan
- Aapake Hasin Ruk
- Main Zindagi Kaa Saath
- Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen
- Jaan Pehechan Ho
- Ab Kya Misaal Doon
- Yeh parda hata do (Feat. Asha Bhosle)
- Affoo Khudaa!