Koi nazraanaa le kar aaya hoon
Mohammed rafiMagar main wo nahin laayaa jo saare log laaye hain
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Aaj chhalkaa hai khushiyon se dil ka paimaanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Sabhi ke dilon ko ye dhadkaa rahaa hai
Samaan saaz-e-dil pe ghazal gaa rahaa hai
Sabhi ke dilon ko ye dhadkaa rahaa hai
Samaan saaz-e-dil pe ghazal gaa rahaa hai
Saari baaten ruk gayin hain
Sabki aankhen jhuk gayin hain
Teri mehfil mein aayaa shaayar koyi mastaanaa tere liye
Teri mehfil mein aayaa shaayar koyi mastaanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Tujhe dushmanon ki nazar lag na jaaye
Rahen door tujhse sadaa gham ke saaye
Tujhe dushmanon ki nazar lag na jaaye
Rahen door tujhse sadaa gham ke saaye
Gungunaaye tu hameshaa
Muskuraaye tu hameshaa
Gulshan ban jaaye ummeedon kaa har ik veeraanaa tere liye
Gulshan ban jaaye ummeedon kaa har ik veeraanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Aaj chhalkaa hai khushiyon se dil ka paimaanaa… tere liye
Mais ouvidas de Mohammed rafi
ver todas as músicas- Baar, Baar Dekho
- Apni Aankhon Mein Basaa Kar
- Baazi Kisi Ne Pyaar Ki
- Ai Phoolon Ki Rani
- Kisi Na Kisi Se
- Likhe Jo Khat Tujhe
- Aane Se Uske
- Kaise Haseen Aaz
- An Evening In Paris
- Khush Rahe Tu Sada
- Apna Hai Tu Begaana Nahin
- Koi Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon
- Maan Mera Ehsaan
- Aapake Hasin Ruk
- Main Zindagi Kaa Saath
- Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen
- Jaan Pehechan Ho
- Ab Kya Misaal Doon
- Yeh parda hata do (Feat. Asha Bhosle)
- Affoo Khudaa!