Khoya, khoya chaand
Mohammed rafi
Khoya, khoya chaand, khula aasmaan, aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Khoya, khoya chaand
Tumko bhi kaise neend aayegi
Khoya, khoya chaand
Masti bhari hawa jo chali, khil, khil gayi yeh dil ki kali
Mann ki gali mein hai khalbali
Ke unko to bulaao
Khoya, khoya chaand, khula aasmaan..........
Taare chale, nazaare chale, sang, sang mere voh saare chale
Chaaron taraf ishaare chale
Kisi ke to ho jaao
Khoya, khoya chaand, khula aasmaan...........
Aisi hi raat, bheegi si raat, haathon mein haath hote voh saath
Keh lete unse dil ki yeh baat
Ab to na sataao
Khoya, khoya chaand, khula aasmaan............
Hum mit chale jinke liye, hum mit chale hai jinke liye
Bin kuch kahe voh chup, chup rahe, koi zara yeh unse kahe
Na aise aazmaao
Khoya, khoya chaand, khula aasmaan...............
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Mohammed rafi
ver todas as músicas- Baar, Baar Dekho
- Apni Aankhon Mein Basaa Kar
- Baazi Kisi Ne Pyaar Ki
- Ai Phoolon Ki Rani
- Kisi Na Kisi Se
- Likhe Jo Khat Tujhe
- Aane Se Uske
- Kaise Haseen Aaz
- An Evening In Paris
- Khush Rahe Tu Sada
- Apna Hai Tu Begaana Nahin
- Koi Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon
- Maan Mera Ehsaan
- Aapake Hasin Ruk
- Main Zindagi Kaa Saath
- Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen
- Jaan Pehechan Ho
- Ab Kya Misaal Doon
- Yeh parda hata do (Feat. Asha Bhosle)
- Affoo Khudaa!