Priya saraiya

Sun saathiya

Priya saraiya
Ho sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan
Rang jaaun, rang rang jaaun ri, haari main

Tujhpe main jhar jhar jhar jaaun haari
Hoon piya bas teri main
Ho chhu le toh khari main
(Toh khari main khari main)

Sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan

Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun re
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri
(Jaaun ri main)

Tar jaaun tar tar jaaun
Dariya ye tar jaaun jee
Ishq ye paake main tera
Nikhar jaaun ri

Piya bas teri main
Ho chhu le toh khari main
Toh khari main khari main

Ho sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!

Mais ouvidas de Priya saraiya

ver todas as músicas
  1. Sun Saathiya