Sadhana sargam

Kahaan se aaye badarva, bairi

Sadhana sargam
kahaan se aaye badarva, bairi - 3
kahaan se aaye badarva......
laaye yaad piya ki - 2, badarva
kahaan se aaye badarva, bairi - 2

pyaasi dharati nain bichhaye - 2
tadap tadap ke (bulaaye badrva - 2)
kahaan se aaye badarva, bairi
kahaan se aaye badarva......

palakan mein asuvan ki ladiyaan - 2
take raah saajan ki badarva - 2
saajan ki badarva
kahaan se aaye badarva, bairi
kahaan se aaye badarva......

sukhein honth aur khaali pyaale - 2
roj pukaare (kaare badrva - 2)
kahaan se aaye badarva, bairi
kahaan se aaye badarva......
laaye yaad piya ki - 2, badarva
kahaan se aaye badarva, bairi - 2

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!