Sadhana sargam

Yaad piya ki aayi

Sadhana sargam
yaad piya ki aayi - 2
main kya karoon yaad piya ki aayi
mann ki pida shor machaaye - 2
saari saari ryan - 2
main kya karoon yaad piya ki aayi - 2

naina more pi ka dhunde, ek pal naahi chain
maahi ve woh maahi ve
dukhda rovu kiske aage, roye pagle nain
main kya karoon yaad piya ki aayi - 2

akbiyon mein hai nir ka saagar, ho0nton par hai bair??
maahi ve woh maahi ve
bedardi mitwa ne chhina more mann ka chain
main ka karoon yaad piya ki aayi - 2
mann ki pida shor machaaye - 2, saari saari ryan
main ka karoon yaad piya ki aayi - 2

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!