Sach hai sanam
Sadhana sargamkhoye khoye rehte hai hum
itana bata do hamein kya huaan hai
khoye khoye rehte hai hum
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
jaana hai hamne yeh jaana hain
pyar hai ek nasha
jaana hai hamne yeh jaana hain
pyar hai ek nasha
dil ko betaabiyon mein aane laga hai mazaa
jaadu kya chalaya kyon dil tumpe aaya
ab tak yeh samjhe na ham
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
yeh toh mohabbat ke mausam hai
aaon mohabbat karen
yeh toh mohabbat ke mausam hai
aaon mohabbat karen
jee toh hamara yeh karta hai baahon mein tumko bharen
hone do chubhan yeh jalne do agan yeh
kuchh toh huaan kamse kam
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
itana bata do hamein kya huaan hai
khoye khoye rehte hai hum
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
la la lala la...
Mais ouvidas de Sadhana sargam
ver todas as músicas- Pi Ke Shivashankar Ka Pyaala
- Aawara Nahi Saudagar Nahi
- Aaya Aaya Yaar Ka Salaam Pyaar Se Mere Naam
- Dil Ki Adaalat Pyaar Ka Muqadama
- Saat Samundar Paar Main Tere
- Subah Se Lekar Shaam Tak
- Yaad Piya Ki Aayi
- Tu Jaha Bhi Jaayegi - Part 3
- Chaand Dekha Yaad Aayi Suurat Teri
- Deke Lahuu Apani Mamata Ka ... Meri Maan Mujhako Bhagavaan Lage
- Mere sanam mujhko teri kasam
- Suno Miya Suno
- Chanda Re Chanda Re
- Mil Hi Gaye Sajan Tum Mil Hi Gaye
- Kal College Band Ho Jaayega
- Kya Mausam Aaya Hain
- Nigaahon Ne Chheda Hai
- Thoda Matake Se Paani
- Chehre Pe Din Hai
- Ham Hain Sidhe Saade Axay