Sajjad ali

Sanwar de

Sajjad ali
Soy jo akaila,jannaton main khela
Aisay hi kisi ka waasta,

Paida ho gawahi,tere ghar say aai
Aaisay hi kisi ka waasta.


Meri zindagi mera pyaar tu,
Meri aashiqui ka hisaar tu
Main ne jo kiya usse bhool ja
Main ne jo kaha usse maaf kar

Teri rahmaton ka sawal hai
Teri aashiqui ka khayal hai
Tu rahim hay tu karim hai.
Meri zindaagi ko sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de


Mujhay khwaishon nay nigah di,
Mujhay dar badar nay panah di,
Mujhay sochhnay bhi nahin diya,
Find more lyrics at www.sweetslyrics.com
Maine kya kiya,maine kiya kiya,

Mujhe roshni ka yaqeen day ,
Mere raaston ko zameen day,
Tu raheem hai tu kareem hai
Meri zindigi ko sanwaar de.

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Soy jo akaila,jannaton main khela
Aisay hi kisi ka waasta,

Paida ho gawahi,tere ghar say aai
Aaisay hi kisi ka waasta.

Teri jo razaain hain,
Haan meri duain hain...haan..haan...haan

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!